Standard (EADGBE)

Hum kis gali jaa rahe hai

hum kis gali jaa rahe hai

apna koi thikaana nahiii

apna koi thikaana nahiii

Armaanon ki anjuman mein

besudh hai apni lagan mein

apna koi faasana nahiii

apna koi faasana nahiii

yayii yayii yayii yay

voooo vooooo ooo

yayiii yayii yayii yay oo

voooo oo voo ooo yayii yayii yayii

Ik ajnabee saa chehraa

rehta hai meri nazar mein

ik dard aake thehra

din raat dard e jigar mein

ik ajnabee sa chehraa

rehta hai meri nazar mein

ik dard aake thehra

din raat dard e jigar mein

jaagi hai kaisi talab si

ye aarzoo hai ajab si

lekin kisi ko bataana nahiii

lekin kisi ko bataana nahiii

hum kis gali jaa rahe hai

hum kis gali jaa rahe hai

apna koi thikaana nahiii

apna koi thikaana nahi

Betabiyaan hai pal pal

chhaya ye kaisa nasha hai

khamoshiyon mein sadda

hosh bhi gumshuda hai

betabiyaan hai pal pal

chhaya ye kaisa nasha hai

khamoshiyon mein sadda

hosh bhi gumshuda hai

darr darr kya ghumta hai

masti mein kyun jhumta hai

deewaane dil ne jaana nahiii

deewaane dil ne jaana nahiii

hum kis gali jaa rahe hai

hum kis gali jaa rahe hai

apna koi thikaana nahiii

apna koi thikaana nahiii