Standard (EADGBE)

Hairaan hain hum hue tum kyun gairon se

kaisa hai gum bolo naa tum hotton se

Hairaan hain hum hue tum kyun gairon se

kaisa hai gum bolo naa tum hotton se

Naa tum ho bewafa

naa mein bhi hoon

phir bhi hain hum juda..

mein kya kahoon..

naa jaane vaqt ki marzi hai kya

kyun hain mili ye dooriyaan

O meri jaan ... o meri jaan aaaa..aaa

O meri jaan ... aaa.. aaa... o meri jaan aaaa.. aaa...

Tere bin jo din aaya

kaate naa vo kat paaya

kami teri khal si jaati hai

tere bin jo shaam aayi

badi dil ki tanhai

meri aankhen bhar si jaati hain

kuch tum mujhse khafa

kuch mein bhi hoon

hai kya iski vajah

mein kya kahoon..

naa jaane vaqt ki marzi hai kya

kyun hain mili ye dooriyaan

O meri jaan .... o meri jaan aaaa.. aaaa..

O meri jaan ....oooo.. oooo

O meri jaan haaa.. aaa...aaa...

Tujhe dil se tha chhaha

tu hi to naa mil paaya

khushi mujhko chhal si jaati hai

tu tha mera sarmaayan

tujhe paake naa paaya

yahi baatein chubbh si jaati hai

tanha teri tarah

haan mein bhi hoon

donon hain gamzada

mein kya kahoonn...

naa jaane vaqt ki marzi hai kya

kyun hain mili ye dooriyaan

O meri... jaan .....

O meri jaan ..... aaa aaaa....

O meri jaan .....ooooooo... oooooo

O meri jaan ...aaaa aaa.. aaaa.. aaaa.