Standard (EADGBE)

INTRO

Anjane Rahon Mein Tu Kya Dhoondta Fire

Door jisko samjha woh to paas hai tere

saans mein hawa, jaan mein zameen

dil mein khula asman.

pyar hai khuda, pyar hai khushi

pyar se hai dono jahan

tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo

Anjane Rahon Mein phir Kya Dhoondta Fire

Door jisko samjha woh to paas hai tere

Ghoomta raha, door tu kahin

udte badlon ki tarha

kahi se tujhe ayi hai sada

lot ke aa ab zara

tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo

woh jhimilati akhein, bholi si ada

woh dheere dheere, chal ke lahrati hawain

dhoondoon lejaon wahan, jahan ho ghar apna

oooo teri akhon mein paya hai, aaj tumse milne ka din hai aya hai, aya F..

hai

saans mein hawa, jaan mein zameen

dil mein khula asman.

pyar hai khuda, pyar hai khushi

pyar se hai dono jahan

tera yeh ashiyana, mera bhi ashyana Hoo

Anjane Rahon Mein phir Kya Dhoondta Fire

Door jisko samjha woh to paas hai tere.

AJ.