Standard (EADGBE)

Intro

Mein, Tum

Hum akelay hain..

Bekali ki chaon mein hum

be-hiss jeetay hain

Jeetay hain...

Intro

Aarzoo,

ab chupee hai kahan?

Uss dayaar--khaamashi mein,

yeh dil hai jahaan!

Who jahan...

Intro

Ab nahin hai, par woh hai kahan?

Hum hain kahaan?

Ghaafil hain sayay mein apnay jahan,

hum hain wahan!

Intro

Ab lagay aisay jaisay zameen se bohat dur!

Ab jaisay aur aagay barhnay peh hain majboor!

Buhat duur!

Intro

Keh jaisay chaand aur taaray poochtay hain mujh se...

Kahaan hai teri zindagi, kahaan hai tu?

Kahaan tu?

Ab nahin hai, par woh hai kahan?

Hum hain kahaan?

Ghaafil hain sayay mein apnay jahan,

hum hain wahan!

Tum ne apnay ehsaas ko maar diya!

Phir tum ne uss ki mayyat ko jala diya!

Ab tum iss ki raakh par kharay ho...

Aur tumharee insaniyat aur tumharay darmiyan,

Ek khalla hai!