Standard (EADGBE)

chhup ke se kahin ... dheeme paaon se ...

jaane kiS tarah, kis ghadi

aage bad gaye hum se rahoon main

par tum to abhi the yahin

kuch bhi naa suna ...

kab ka tha gila ...

kaise keh diya alvida

jinake darmiya gujri thi abhi

kal tak yeh meri zindagi

dono baahon ko, thandi chaanv ko

hum bhi kar chale alvida

Chorus

alvida ... alvida ... meri rahein alvida

meri saasein kehti hai alvida

alvida ... alvida ... ab kehna aur kya

jab tune keh diya alvida

Verse

sunle bekhabar kyun aankhein pher kar

aaj tu chali jaa ... dhundegi nazar

humko hi magar har jagah

aisi raaton main leke karwaate

yaad hamen karna aur phir har kar

kehna kyun magar keh diya

meri saasein kehti hai alvida

alvida ... alvida ... ab kehna aur kya

jab tune keh diya alvida