Standard (EADGBE)

………………..…………

ye jo halkaa halkaa suroor hai

……………………………

ye teri nazar kaa kasoor hai

………………….…………..

ke sharaab piina sikha diyaa

……………………………….

ke sharaab pina sikha diya

…………………………..

tere pyaar ne teri chaah ne

………………….……….

teri behki behki nigaah ne

…………………….………….

mujhe ek sharaabi bana diya

…………………..…………

ki sharaab peena sikha diya

……………………………….

sharaab kaisi, Khumaar kaisaa

………………………………………..

ye sab tumhari navaazishe hain

………………………………..

pilaayi hai kis nazar se tune

……………….. …………………

ke mujhko apni Khabar nahi hai

………………….……….

tere pyaar ne terii chaah ne

……………………………

teri bahkii bahkii nigaah ne

……………………………..

mujhe ek sharabi bana diya

…………………..………….

ke sharaab peena sikha diya