Standard (EADGBE)

Abhi abhi toh mile ho

Abhi na karo chhootne ki baat

Abhi abhi toh pasand aaye ho

Abhi abhi roothne ki baat

Abhi abhi toh roshni aayi

Abhi na karo yu chupane ki baat

Abhi abhi zindagi shuru hai

Abhi abhi tham jane ki baat

Hum toh haare mahi ya re

Moonde naina neend tihare

Hum toh haare mahi ya re

Moonde naina neend tihare

Teri baajuon mein meri chahatein samaaye

Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaye

guitarchordworld.net

Teri khwahisho se meri khwahishein riha hain

Teri karwaton se meri dastaan bana hai

Kya sukoon kya junoon hum nawa

Abhi abhi dil ki suni he

Abhi na karo jamane ki baat

Abhi abhi baate ruki hai

Abhi abhi dohrane ki baat

Abhi abhi awargi aayi

Abhi na karo samhal ne ki baat

guitarchordworld.net

Abhi abhi zindagi shuru hai

Abhi abhi tham jane ki baat

Uss baato mein waza ho

Ke gujre bin tumhare jiski raat

Uss baato mein waza ho

Ke gujre bin tumhare jiski raat

Teri baajuon mein meri chahatein samaaye

Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaye

Teri khwahisho se meri khwahishein riha hain

Teri karwaton se meri dastaan bana hai

Kya sukoon kya junoon hum nawa...

Hum toh haare mahi ya re

Moonde naina neend tihare

Hum toh haare mahi ya re

Moonde naina neend tihare