Standard (EADGBE)

Chupke se kahin dheemein paon se

jaane kis tarah kis ghadi

aage badd gaye humse raahon mein

par tum to abhi thi yahinn...

kuch bhi naa sunaa kab tak tha gila

kaise keh diya alvidaa....

Jinke darmiyaan guzri thi abhi

kal tak meri ye zindagi...

donon baahon ko thandi chhaon ko

hum bhi kar chale alvidaa....

alvidaa alvidaa meri raahein alvida

meri saansein kehti hain alvida..

alvida alvida ab kehna aur kya

jab tune keh diya alvida

Sunle bekhabar yunn aankhen pherkar

aaj chali jaa dhundegi nazar

humko hi magar har jagah...

aisi raaton mein lekar karvate

yaad humme krna aur phir harkar

kehna kyun magar keh diya...

Alvida alvida koi puche to zara

kya socha aur kaha alvida

alvida alvida ab kehna aur kya

jab tune keh diya alvida

Hum the diljale Phir bhi dil kahe

kash mere saang aaj hote tum agar

hoti har dagar gulsitaa...

tumse hai khafa hum naraaz hai

dil hai pareshaaan socha na zara

tune kyon bhala keh diya...

Alvida alvida koi poche to zara

Kya socha aur kaha alvida

alvida alvida abb kehna aur kya

jab tune keh diya alvida..