Standard (EADGBE)

Tujhe sochta hoon main

Shaam oh subah

Iss se zyada tujhe aur

Chahoon toh kya

Tere hi khayalon mein

Dooba raha

Iss se zyada tujhe aur

Chahoon toh kya

Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere

Har ek mausam me jaana, sang hoon tere

Ab itne imtehaan na le mere..

Aaa...sang hoon tere

Aaa...sang hoon tere

Aaa... sang hoon tere..

Meri dhadkano mein hi teri sada

Iss kadar tu meri rooh mein bas gaya

Teri yaadon se kab raha main judaa

Waqt se pooch le, waqt mera gawaah

Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere

Har ek mausam me jaana, sang hoon tere

Ab itne imtehaan na le mere..

Aaa...sang hoon tere

Aaa...sang hoon tere

Aaa... sang hoon tere..

Tu mera thikaana

Mera aashiyana

Dhale shaam jab bhi

Mere paas aana

Hai baahon mein rehna

Kahin ab naa jaana

Hoon mehfooz inn mein

Bura hai zamana

Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere

Har ek mausam me jaana, sang hoon tere

Ab itne imtehaan na le mere..

Aaa...sang hoon tere

Aaa...sang hoon tere

Aaa... sang hoon tere..