Standard (EADGBE)
Intro
x 2
Verse 1
aankhon mein sapne liye
ghar se hum chal toh diye
jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan
mitti ki khushbu aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan
Pre chorus
manzil nayi hain anjaana hai kaarava
chalna akele hai yahaan
Chorus
Tan ha dil
tanha safar
dhunde tujhe
phir kyun nazar
Tan ha dil
tanha safar
dhunde tujhe
phir kyun nazar)
Verse 2
Same chords as verse 1)
dilkash nazaare dekhe
jilmil sitare dekhe
aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
kitni barsaatein aayi
kitni saugaatein laayi
kaano mein gunje phie bhi teri hi sada
waade kiye the, apana hoga aashiyaan
waado ko jaane hoga kya
Chorus again
Bridge
Tan ha dil
Then
Verse 1 again but very mellow
Prechorus
Chorus
Outro
Tanhha dil
Oh ho. Oooo ooo o o ooooooo o
Tan ha dil
This goes on till the end
Ends on Cm