Standard (EADGBE)

Aye dil Ae Mushkil Ye jeena yahaaa

Jara hutke jara bachake ye hai Bombay meri jaan

Repeat

1st stanza

Kahin building, kahin tramein, kahin motor, kahin mill

milta hai yahan sab kuchh, ek milta nahi dil

insaan ka nahi, kahin namo nishan

jara hat ke jara bach ke, yeh hai bombay meri jaan

Aye dil Ae Mushkil Ye jeena yahaaa

Jara hutke jara bachake ye hai Bombay meri jaan

kahin satta kahin patta, kahin chori kahin race

kahin daaka khain faaqa, kahin thokar kahin thes

bekaaro ke hain, kai kaam yahan

jara hat ke jara bach ke, yeh hai bombay meri jaan

Aye dil Ae Mushkil Ye jeena yahaaa

Jara hutke jara bachake ye hai Bombay meri jaan

Beghar ko aawara, yahan kahate hans hans

khud kaate gale sab ke, kahein is ko bizness

ek cheez ke hain, kai naam yahan

jara hat ke jara bach ke, yeh hai bombay meri jaan

Aye dil Ae Mushkil Ye jeena yahaaa

Jara hutke jara bachake ye hai Bombay meri jaan

Geeta Dutt

Bura duniya ko hai kahata, aisa bhola to na ban

jo hai karta woh hai bharta, hai yahan ka yeh chalan

dadagiri nahi, chalne ki yahan

yeh hai bombay yeh hai bombai, yeh hai bombai meri jaan

Rafi

Aye dil Ae Mushkil Ye jeena yahaaa

Jara hutke jara bachake ye hai Bombay meri jaan

Geeta Dutt

Aye dil hai aasan, jeena yahan

suno mister suno bandhu, yeh hai bombay meri jaan