Standard (EADGBE)

bolo na

dil kholo na

apnon se mun moro na

tera hai jo sapna

uss sapnay ko toro na

jeena hai jin rangon mein

unn rangon ko choro na

kanton k iss chaman mein

sitaron ki lagan mein

nahin rona

yaara na rona

suno na dil ki pukaar

tum hansna hans k jhoom

meray dhonla abb aaey bahar

lagay jag soona

tera dil maanay na haar

bolo na

tum dekho na

iss jeevan ko dhoondo na

jaana hai jin raahon pe

unn raahon ko choro na

jaaga hai abb dil tera

iss dil ko tum roko na

kaanton k iss chaman mein

sitaron ki lagan mein

nahin rona

yaara na rona

suno na

dil ki pukaar

tum hansna

hans k jhoom meray dholna

abb aaey bahar

lagay jag soona

tera dil maanay na haar

sunley pukaar

repeat chorus