Standard (EADGBE)

Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata

Ho raha hai judaa Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse

tum meri yaadon main rehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata

Ho raha hai judaa Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse

tum meri yaadon main rehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Interlude music

............. x2

................. x2

para 2

Jitni thi khushiyaa Sab kho chuki hai Bas ek gham hai ki jaata nahi

Samjha ke dekha behla ke dekha Dil hai ki chain isko aata nahi aata nahi

Aasoon hai ki hai angarai

Aag hai kab aankhon se behna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Interlude

.................. ............ x2

.............. ................. x2

para 3

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai Dard ka mausam badla nahi

Rang yeh halka itna hai gehra Sadiyon main hoga halka nahi Halka nahi

Kaun jaane kya hona hai

Hum ko hai ab kya kya sehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar Mujhko bhi hai pata

Ho raha hai judaa Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse

tum meri yaadon main rehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehna