Standard (EADGBE)

Un bheegi bheegi shaamo mein

kiye the humne waade jo

un saare kasmon waadon ko

mein marke bhi nibhaunga

pehnani thi jo chudiya mujhko teri kalai mein

pehana jaaunga pehana jaaunga

pehana jaaunga pehana jaaunga

adhoori saari baton ko

un sadiyo ke waadon ko

pura kar jaaunga

main laut aaunga

tu jab meri yaad mein

tu meri umeed mein

tu karwate badalke jab

saari raat gaate hi

tu aisi kisi raat mein

mein chupke se aaunga

aur tujhe chum jaaunga

aur tujhe chum jaaunga

aur tujhe chum jaaunga

aur tujhe chum jaaunga

aur hongi barsaatein jo

mein un barsaton mein

baras jaaunga baras jaaunga

baras jaaunga baras jaaunga